Tujhey kabhiii mukamal, Kabhiii adhura likhun,
Raaton ko jaagh kar mein tujhey apna sawera likhun..
Sard raaton mein tujhey chand likhon, satroon ko mein apna asmaan likun.
Hijar mein teray mein yeh aashar likhun,
kaay dinn kay andheray mein tujhey apna yaar likhun,
mein jaab likhun, tujhey apna aur apna tujhey beshumar likhun.
Mein likhun tujhey roshni ki tarahn,
khud ko mein ghum naam likhun.
Tujhey manzil likh kar,
khud ko intezaar likhunnn.
Mein jaab bhi likhun apnay sirhnay chupa kar tujhey
Ahsaas, Ishq aur khurmar likhun,
aur khud ko nagawar likhun....
Likh dun tujhey mein faraz ki nazmon aur mehndi ki ghazlon saa,
phir khud ko Tera chahshma e deedar likhun.