Fija

AARZOO

Aarzoo in Urdu Stands for something that you wish for but you know that it come true

Hai Arzoo humari kaay mein whu chaand hojaun jiskooo saari raat taktaa hai tu.
 
Ayye kaash mein whu cigarette ka kush hujaun Jissay tum ungiloon kaay darmiyaan mein thammay hotay ho
Jisay tu huntoon saay chumtaaa haii, jiska ka dhunaaa teri zaat saay hokar guzarta hai, gaar hoti mein cigarettes ka kush tu terey ghum liye raakh hojati....
 
Khuwaish hai Meri kaay mein whu teray kayali paar bandhi gharii ho jun
jo tujhey bhut pasand hai.
 
Aarzoo ek aur bhi hai meri kaay teri aankhon mein basaa khawab ban jaun,
jissay sooch sooch kar tu thaktaaa nahii...
 
Hayyye kaash mera tera pasandida lihaf hoti, jissay ooarh kar tu ghum sinnay saay lagaye sujata hai,
whu lihaaf jissay kaay saath tu apni raatein aur itwaar bitata hai.
 
Hasraat hai meri kaay kaash mein whu chai ki piyali hoti kaay jaab sung koi hota nahi, tu aur teri thakan aur teri chai hoti hai, jiski khushbu tere dill ko luhbhatiii hai.
 
Kabhiii soochti hun kaay mein whu garam chadar hojaun, jissay sardiyoon ki subhaaa mein tum ooarh kaar ghar saay nikaltay ho.
 
Ayeeee meriiii jaannn Meri iss mushkil zindagi ki asaan subha,
Aarzoo keh Dua keh yaan khuwaish keh bas mein haar whu cheeze hujaun,
Jinka teri zindagi mein mamooli saa hee sahi magar rooz marhaaa ka saath hai.
Altre opere di Fija...



Alto